Snapseed Pink Tone Photo editing Tutorial

Pink Tone Photo :- Hello Dosto aaj aap log ke liye Snapseed ke andar pink tone photo editing Lekar Aaya hun yah editing ko sikhane ke liye aapko post ko pura padhna hai.

  • sabse pahle aapko Snapseed open karna hai
  • Open karne ke bad aapko aapko pencil wale icon per click kar dena hai
  • jaise ki dosti pencil wale I can per click karne ke bad aapko bahut hi sari tools Dikhai Degi jismein aapko sabse pahle a black and whites wale tool per click kar dena hai
  • black and white stool option per click karne ke bad aapko face me effect padegi usse video me dekhkar face par padi effects ko remove kar sakte ho
  • fir Dosto apko curves tool par a jana hai curves tool par click karne ke bad apko 4 option dikhai degi jisme se sabse

Pink Tone Photo Editing

Jaisa ki dosto apko blue option wale rassi ko niche ke yor le ke khicna hai uske bad apko rgb wale ko thoda sa upar ki yor khicna hai fir apko red wale option par a jana hai red wale option ko apko pura niche kar lena hai fir apke photo me pink tone a jayegi par pink tone face me padegi to aap upar wale option par click kar ke remove kar lena hai
Fir dosto apko doubal exposure par click kar dena hai fir yaha se Birds wale PNG ko aad kar ke Lighten option par click kar dena hai fir dosto apko selective tool par click kar ke apko face ko glow kar lena haiUske bad apko tune image wale option par click kar dena hai dosto apko tune image wale tool me click karne ke bad apko 7 option milegi fir apko brightness wale ko kaam kar lena hai +33 fir uske niche me contrast ka option hai use thoda sa degrees kar lena hai fir apko saturation ka option milegi usme apko saturation ko halka sa bada dena hai jisme image ki colour bad jayegi uske bad saturation ke niche me ambiance option milegi usko apko+88 par rakha dena haiAb selective ka tool me click kar ke jo face ko halka sa glow kar lena haiapko photo puri targa se redy ho jayegi

1 RGB.RED.GREEN.BLUE.LUMINANCE

Jaisa ki dosto apko blue option wale rassi ko niche ke yor le ke khicna hai uske bad apko rgb wale ko thoda sa upar ki yor khicna hai fir apko red wale option par a jana hai red wale option ko apko pura niche kar lena hai fir apke photo me pink tone a jayegi par pink tone face me padegi to aap upar wale option par click kar ke remove kar lena hai
Fir dosto apko doubal exposure par click kar dena hai fir yaha se Birds wale PNG ko aad kar ke Lighten option par click kar dena hai fir dosto apko selective tool par click kar ke apko face ko glow kar lena haiUske bad apko tune image wale option par click kar dena hai dosto apko tune image wale tool me click karne ke bad apko 7 option milegi fir apko brightness wale ko kaam kar lena hai +33 fir uske niche me contrast ka option hai use thoda sa degrees kar lena hai fir apko saturation ka option milegi usme apko saturation ko halka sa bada dena hai jisme image ki colour bad jayegi uske bad saturation ke niche me ambiance option milegi usko apko+88 par rakha dena haiAb selective ka tool me click kar ke jo face ko halka sa glow kar lena hai

your photo ready